Surah Hud Verse 92 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudقَالَ يَٰقَوۡمِ أَرَهۡطِيٓ أَعَزُّ عَلَيۡكُم مِّنَ ٱللَّهِ وَٱتَّخَذۡتُمُوهُ وَرَآءَكُمۡ ظِهۡرِيًّاۖ إِنَّ رَبِّي بِمَا تَعۡمَلُونَ مُحِيطٞ
Shoaib ne kaha “bhaiyon, kya meri biradri tumpar Allah se zyada bhari hai ke tumne (biradri ka to khauf kiya aur) Allah ko bilkul pas e pusht (behind your back) daal diya? Jaan rakkho ke jo kuch tum kar rahey ho woh Allah ki giraft se bahar nahin hai