Surah Hud Verse 91 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudقَالُواْ يَٰشُعَيۡبُ مَا نَفۡقَهُ كَثِيرٗا مِّمَّا تَقُولُ وَإِنَّا لَنَرَىٰكَ فِينَا ضَعِيفٗاۖ وَلَوۡلَا رَهۡطُكَ لَرَجَمۡنَٰكَۖ وَمَآ أَنتَ عَلَيۡنَا بِعَزِيزٖ
Unhon ne jawab diya “aey shoaib, teri bahut si baatein to hamari samajh hi mein nahin aati. Aur hum dekhte hain ke tu hamare darmiyan ek be-zoar aadmi hai. Teri biradari na hoti to hum kabhi ka tujhey sangsaar (stone to death) kar chuke hotey, tera balboota to itna nahin hai ke humpar bhari ho”