Surah Yusuf Verse 21 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَقَالَ ٱلَّذِي ٱشۡتَرَىٰهُ مِن مِّصۡرَ لِٱمۡرَأَتِهِۦٓ أَكۡرِمِي مَثۡوَىٰهُ عَسَىٰٓ أَن يَنفَعَنَآ أَوۡ نَتَّخِذَهُۥ وَلَدٗاۚ وَكَذَٰلِكَ مَكَّنَّا لِيُوسُفَ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَلِنُعَلِّمَهُۥ مِن تَأۡوِيلِ ٱلۡأَحَادِيثِۚ وَٱللَّهُ غَالِبٌ عَلَىٰٓ أَمۡرِهِۦ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعۡلَمُونَ
misr walo mein se jis ne ose qarida tha us ne apni biwi se kaha ke ise bahuth izzath wa ehteraam ke saat rakho, bahuth mumkin hai ke ye hamein faeda pahonchaye ya ise hum apna beta hee banale, yo hum ne misr ki sar zameen mein yousuf ka qadam jama diya, ke hum ise qaab ki tabeer ka kuch ilm sikhade, Allah apne irade par ghaalib hai lekin aksar log be ilm hote hai