Surah Yusuf Verse 23 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَرَٰوَدَتۡهُ ٱلَّتِي هُوَ فِي بَيۡتِهَا عَن نَّفۡسِهِۦ وَغَلَّقَتِ ٱلۡأَبۡوَٰبَ وَقَالَتۡ هَيۡتَ لَكَۚ قَالَ مَعَاذَ ٱللَّهِۖ إِنَّهُۥ رَبِّيٓ أَحۡسَنَ مَثۡوَايَۖ إِنَّهُۥ لَا يُفۡلِحُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
Jis aurat ke ghar mein woh tha woh uspar dorey dalne lagi (began to tempt him) aur ek roz darwaze bandh karke boli “aaja”. Yusuf ne kaha, “khuda ki panaah, mere Rubb ne to mujhey acchi manzilat bakshi (aur main yeh kaam karoon?) Aisey zalim kabhi falaah nahin paya karte”