Surah Yusuf Verse 23 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَرَٰوَدَتۡهُ ٱلَّتِي هُوَ فِي بَيۡتِهَا عَن نَّفۡسِهِۦ وَغَلَّقَتِ ٱلۡأَبۡوَٰبَ وَقَالَتۡ هَيۡتَ لَكَۚ قَالَ مَعَاذَ ٱللَّهِۖ إِنَّهُۥ رَبِّيٓ أَحۡسَنَ مَثۡوَايَۖ إِنَّهُۥ لَا يُفۡلِحُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
us aurath ne jis ke ghar mein yousuf thein yousuf ko behlana phuslana shuro kiya ke wo apne nafs ki nigrani chohd de aur darwaze bandh kar ke kehne lagi lo aa jao, yousuf ne kaha Allah ki panaah! wo mera rub hai mujhe us ne bahuth acchi tarah rakha hai, be-insaafi karne walo ka bhala nahi hota