Surah Yusuf Verse 25 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَٱسۡتَبَقَا ٱلۡبَابَ وَقَدَّتۡ قَمِيصَهُۥ مِن دُبُرٖ وَأَلۡفَيَا سَيِّدَهَا لَدَا ٱلۡبَابِۚ قَالَتۡ مَا جَزَآءُ مَنۡ أَرَادَ بِأَهۡلِكَ سُوٓءًا إِلَّآ أَن يُسۡجَنَ أَوۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
duno darwaaze ki taraf daude aur us aurath ne yousuf ka kurta piche ki taraf se kheench kar phaad dala aur darwaaze ke paas hee aurath ka shuhar duno ko mil gaya, to kehne lagi jo shaqs teri biwi ke saath bura irada kare bas us ki saza yahi hai ke ose khaid kar diya jaye ya aur koi dardnaak saza di jaye