Surah Yusuf Verse 40 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufمَا تَعۡبُدُونَ مِن دُونِهِۦٓ إِلَّآ أَسۡمَآءٗ سَمَّيۡتُمُوهَآ أَنتُمۡ وَءَابَآؤُكُم مَّآ أَنزَلَ ٱللَّهُ بِهَا مِن سُلۡطَٰنٍۚ إِنِ ٱلۡحُكۡمُ إِلَّا لِلَّهِ أَمَرَ أَلَّا تَعۡبُدُوٓاْ إِلَّآ إِيَّاهُۚ ذَٰلِكَ ٱلدِّينُ ٱلۡقَيِّمُ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعۡلَمُونَ
us ke siva tum jin ki puja paat kar rahe ho, wo sub naam hee naam hai jo tum ne aur tumhare baap dadaao ne khud hee ghad liye hai, Allah ta’ala ne un ki koi daleel nazil nahi farmayi, farma-rawaayi sirf Allah ta’ala hee ki hai, us ka farmaan hai ke tum sub sivae us ke kisi aur ki ibadath na karo, yahi deen durust hai lekin aksar loog nahi jante