Surah Yusuf Verse 41 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufيَٰصَٰحِبَيِ ٱلسِّجۡنِ أَمَّآ أَحَدُكُمَا فَيَسۡقِي رَبَّهُۥ خَمۡرٗاۖ وَأَمَّا ٱلۡأٓخَرُ فَيُصۡلَبُ فَتَأۡكُلُ ٱلطَّيۡرُ مِن رَّأۡسِهِۦۚ قُضِيَ ٱلۡأَمۡرُ ٱلَّذِي فِيهِ تَسۡتَفۡتِيَانِ
aye mere qaid khaane ke rafiqo! tum duno mein se ek to apne badshah ko sharaab pilane par muqarrar ho jayega, lekin dosra sooli par chadaaya jayega aur parinde us ka sar nooch nooch khayenge, tum duno jis ke baare mein tehqeeq kar rahe thein us kaam ka faisla kar diya gaya