Surah Yusuf Verse 42 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَقَالَ لِلَّذِي ظَنَّ أَنَّهُۥ نَاجٖ مِّنۡهُمَا ٱذۡكُرۡنِي عِندَ رَبِّكَ فَأَنسَىٰهُ ٱلشَّيۡطَٰنُ ذِكۡرَ رَبِّهِۦ فَلَبِثَ فِي ٱلسِّجۡنِ بِضۡعَ سِنِينَ
Phir un mein se jiske mutaaliq khayal tha ke woh riha(release) ho jayega ussey Yusuf ne kaha ke “apne Rubb (shah-e-Misr) se mera zikr karna”. Magar shaytan ne usey aisa gaflat mein daala ke woh apne Rubb (Shah-e-Misr) se uska zikr karna bhool gaya aur Yusuf kai saal qaid-khane mein pada raha