Surah Yusuf Verse 43 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَقَالَ ٱلۡمَلِكُ إِنِّيٓ أَرَىٰ سَبۡعَ بَقَرَٰتٖ سِمَانٖ يَأۡكُلُهُنَّ سَبۡعٌ عِجَافٞ وَسَبۡعَ سُنۢبُلَٰتٍ خُضۡرٖ وَأُخَرَ يَابِسَٰتٖۖ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلۡمَلَأُ أَفۡتُونِي فِي رُءۡيَٰيَ إِن كُنتُمۡ لِلرُّءۡيَا تَعۡبُرُونَ
Ek roz baadshah ne kaha “ maine khwab mein dekha hai ke saat (seven) moti gaayein (cows) jinko saat (seven) dubli (lean) gaayein kha rahi hain, aur anaaj ke saat baalein hari (green) hain aur dursi saat sukhi. Aey ehle darbar , mujhey is khwab ki tabeer batao agar tum khwabon ka matlab samajhte ho.”