Surah Yusuf Verse 46 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufيُوسُفُ أَيُّهَا ٱلصِّدِّيقُ أَفۡتِنَا فِي سَبۡعِ بَقَرَٰتٖ سِمَانٖ يَأۡكُلُهُنَّ سَبۡعٌ عِجَافٞ وَسَبۡعِ سُنۢبُلَٰتٍ خُضۡرٖ وَأُخَرَ يَابِسَٰتٖ لَّعَلِّيٓ أَرۡجِعُ إِلَى ٱلنَّاسِ لَعَلَّهُمۡ يَعۡلَمُونَ
Usne jaa kar kaha “Yusuf, aey sarapa raasti(O man of righteousness), mujhe is khwab ka matlab bata ke saat moti gaayein jinko saat dubli gaayein kha rahi hain aur saat baalein hari (green ears of corn ) hain aur saat sukhi , shayad ke main un logon ke paas jaaun aur shayad ke woh jaan lein”