Surah Yusuf Verse 46 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufيُوسُفُ أَيُّهَا ٱلصِّدِّيقُ أَفۡتِنَا فِي سَبۡعِ بَقَرَٰتٖ سِمَانٖ يَأۡكُلُهُنَّ سَبۡعٌ عِجَافٞ وَسَبۡعِ سُنۢبُلَٰتٍ خُضۡرٖ وَأُخَرَ يَابِسَٰتٖ لَّعَلِّيٓ أَرۡجِعُ إِلَى ٱلنَّاسِ لَعَلَّهُمۡ يَعۡلَمُونَ
aye yousuf! aye bahuth bade sacche yousuf! aap hamein is qwaab ki tabeer batlaiye ke, saath mooti tazi gaaye hai jinhe saath dobli pathli gaaye kha rahi hai aur saath bilkul sabz khooshe hai aur saath hee dosre bhi bilkul khushk hai ta ke main waapas ja kar un logo se kaho ke wo sub jaan le