Surah Yusuf Verse 51 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufقَالَ مَا خَطۡبُكُنَّ إِذۡ رَٰوَدتُّنَّ يُوسُفَ عَن نَّفۡسِهِۦۚ قُلۡنَ حَٰشَ لِلَّهِ مَا عَلِمۡنَا عَلَيۡهِ مِن سُوٓءٖۚ قَالَتِ ٱمۡرَأَتُ ٱلۡعَزِيزِ ٱلۡـَٰٔنَ حَصۡحَصَ ٱلۡحَقُّ أَنَا۠ رَٰوَدتُّهُۥ عَن نَّفۡسِهِۦ وَإِنَّهُۥ لَمِنَ ٱلصَّـٰدِقِينَ
badshah ne pocha aye aurton! us waqt ka sahih waaqea kya hai jab tum daao fareb kar ke yousuf ko us ki dili mansha se behkana chahti thi, unhone saaf jawaab diya ke ma’aaz Allah hum ne yousuf mein koi borai nahi payi phir to azeez ki biwi bhi bol othi ke ab to sacchi baat nithar ayi, main ne hee ose warghalaya tha, us ke ji se aur yaqinan wo saccho mein se hai