Surah Yusuf Verse 65 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَلَمَّا فَتَحُواْ مَتَٰعَهُمۡ وَجَدُواْ بِضَٰعَتَهُمۡ رُدَّتۡ إِلَيۡهِمۡۖ قَالُواْ يَـٰٓأَبَانَا مَا نَبۡغِيۖ هَٰذِهِۦ بِضَٰعَتُنَا رُدَّتۡ إِلَيۡنَاۖ وَنَمِيرُ أَهۡلَنَا وَنَحۡفَظُ أَخَانَا وَنَزۡدَادُ كَيۡلَ بَعِيرٖۖ ذَٰلِكَ كَيۡلٞ يَسِيرٞ
Phir jab unhon ne apna samaan khola to dekha ke unka maal bhi unhein wapas kardiya gaya hai. Yeh dekh kar woh pukar utthey “abbajaan, aur humein kya chahiye, dekhiye yeh hamara maal bhi humein wapas de diya gaya hai. Bas ab hum jayenge aur apne ehal o ayal ke liye rasad (provisions of food) le ayenge , apne bhai ki hifazat bhi karenge aur ek barishtar (an extra camel load of corn) aur zyada bhi le ayenge. Inte galley ka izafa aasani ke saath ho jayega”