Surah Yusuf Verse 65 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَلَمَّا فَتَحُواْ مَتَٰعَهُمۡ وَجَدُواْ بِضَٰعَتَهُمۡ رُدَّتۡ إِلَيۡهِمۡۖ قَالُواْ يَـٰٓأَبَانَا مَا نَبۡغِيۖ هَٰذِهِۦ بِضَٰعَتُنَا رُدَّتۡ إِلَيۡنَاۖ وَنَمِيرُ أَهۡلَنَا وَنَحۡفَظُ أَخَانَا وَنَزۡدَادُ كَيۡلَ بَعِيرٖۖ ذَٰلِكَ كَيۡلٞ يَسِيرٞ
jab unhone apna asbaab khola to apna sarmaaya maujood paya jo un ki jaanib lauta diya gaya tha, kehne lage aye hamare baap hamein aur kya chahiye dekhiye to, ye hamara sarmaya bhi hamein waapas lauta diya gaya hai, hum apne qaandaan rasadh1 la denge aur apne bhai ki nigraani rakhenge aur ek oont ke gosh ka ghalla zyada layenge, ye naap to bahuth asaan hai