Surah Yusuf Verse 66 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufقَالَ لَنۡ أُرۡسِلَهُۥ مَعَكُمۡ حَتَّىٰ تُؤۡتُونِ مَوۡثِقٗا مِّنَ ٱللَّهِ لَتَأۡتُنَّنِي بِهِۦٓ إِلَّآ أَن يُحَاطَ بِكُمۡۖ فَلَمَّآ ءَاتَوۡهُ مَوۡثِقَهُمۡ قَالَ ٱللَّهُ عَلَىٰ مَا نَقُولُ وَكِيلٞ
(yaqoob alaihissallam) ne kaha main to ise hargzi hargiz tumhare saath na bhejonga jab tak ke tum Allah ko beech mein rakh kar mujhe qaul wa qaraar na do ke tum ose mere paas pahoncha doge sivae us ek surath ke, ke tum sub giraftaar kar liye jao, jab unhone pakka qaul qaraar de diya to unhone kaha ke hum jo kuch kehte hai Allah us par nigehbaan hai