Surah Yusuf Verse 67 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَقَالَ يَٰبَنِيَّ لَا تَدۡخُلُواْ مِنۢ بَابٖ وَٰحِدٖ وَٱدۡخُلُواْ مِنۡ أَبۡوَٰبٖ مُّتَفَرِّقَةٖۖ وَمَآ أُغۡنِي عَنكُم مِّنَ ٱللَّهِ مِن شَيۡءٍۖ إِنِ ٱلۡحُكۡمُ إِلَّا لِلَّهِۖ عَلَيۡهِ تَوَكَّلۡتُۖ وَعَلَيۡهِ فَلۡيَتَوَكَّلِ ٱلۡمُتَوَكِّلُونَ
aur (yaqoob alaihissallaam) ne kaha aye mere baccho! tum sub ek darwaaze se na jana balke kayi juda juda darwaazo mein se dakhil hona, main Allah ki taraf se aane wali kisi cheez ko tum se taal nahi sakta, hukm sirf Allah hee ka chalta hai mera kaamil bharosa osi par hai aur har ek bharosa karne wale ko osi par bharosa karna chahiye