Surah Yusuf Verse 67 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَقَالَ يَٰبَنِيَّ لَا تَدۡخُلُواْ مِنۢ بَابٖ وَٰحِدٖ وَٱدۡخُلُواْ مِنۡ أَبۡوَٰبٖ مُّتَفَرِّقَةٖۖ وَمَآ أُغۡنِي عَنكُم مِّنَ ٱللَّهِ مِن شَيۡءٍۖ إِنِ ٱلۡحُكۡمُ إِلَّا لِلَّهِۖ عَلَيۡهِ تَوَكَّلۡتُۖ وَعَلَيۡهِ فَلۡيَتَوَكَّلِ ٱلۡمُتَوَكِّلُونَ
Phir usne kaha “ mere bacchon, Misr ke dar-ul-sultanat mein ek darwaze se dakhil na hona balke mukhtalif darwazon se jana. Magar main Allah ki mashiyat se tumko nahin bacha sakta, hukum uske siwa kisi ka bhi nahin chalta. Usi par maine bharosa kiya, aur jisko bhi bharosa karna ho usi par karey”