Surah Yusuf Verse 68 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَلَمَّا دَخَلُواْ مِنۡ حَيۡثُ أَمَرَهُمۡ أَبُوهُم مَّا كَانَ يُغۡنِي عَنۡهُم مِّنَ ٱللَّهِ مِن شَيۡءٍ إِلَّا حَاجَةٗ فِي نَفۡسِ يَعۡقُوبَ قَضَىٰهَاۚ وَإِنَّهُۥ لَذُو عِلۡمٖ لِّمَا عَلَّمۡنَٰهُ وَلَٰكِنَّ أَكۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعۡلَمُونَ
jab wo unhee raasto se jin ka hukm un ke waalid ne unhe diya tha gaye, kuch na tha ke Allah ne jo baat muqarrar kardi hai wo us se unhe zara bhi bachale magar yaqoob(alaihissallaam) ke dil mein ek qayaal (paida hoa) jise us ne pora kar liya, bila shuba wo hamare sikhlaaye hoye ilm ka aalim tha lekin aksar log nahi jaante