Surah Yusuf Verse 76 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufفَبَدَأَ بِأَوۡعِيَتِهِمۡ قَبۡلَ وِعَآءِ أَخِيهِ ثُمَّ ٱسۡتَخۡرَجَهَا مِن وِعَآءِ أَخِيهِۚ كَذَٰلِكَ كِدۡنَا لِيُوسُفَۖ مَا كَانَ لِيَأۡخُذَ أَخَاهُ فِي دِينِ ٱلۡمَلِكِ إِلَّآ أَن يَشَآءَ ٱللَّهُۚ نَرۡفَعُ دَرَجَٰتٖ مَّن نَّشَآءُۗ وَفَوۡقَ كُلِّ ذِي عِلۡمٍ عَلِيمٞ
pas yousuf ne un ke samaan ki talaash shuro ki, apne bhai ke samaan ki talashi se pehle phir us paimaane ko apne bhai ke samaan (zambil) se nikala, hum ne yousuf ke liye isi tarah ye tadbeer ki, us badshah ke qanoon ke ro se ye apne bhai ko na le sakta tha magar ye ke Allah ko manzoor ho, hum jis ke chaahe darje buland karde, har zi ilm par fauqiyath rakhne wala dosra zi ilm maujoodh hai