Surah Yusuf Verse 77 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusuf۞قَالُوٓاْ إِن يَسۡرِقۡ فَقَدۡ سَرَقَ أَخٞ لَّهُۥ مِن قَبۡلُۚ فَأَسَرَّهَا يُوسُفُ فِي نَفۡسِهِۦ وَلَمۡ يُبۡدِهَا لَهُمۡۚ قَالَ أَنتُمۡ شَرّٞ مَّكَانٗاۖ وَٱللَّهُ أَعۡلَمُ بِمَا تَصِفُونَ
unhone kaha ke agar us ne chori ki (to koyi ta’ajjub ki baath nahi) us ka bhai bhi pehle chori kar choka hai, yousuf (alaihissallaam) ne us baat ko apne dil mein rakh liya aur un ke saamne bilkul zaaher na kiya, kaha ke tum badtar jageh mein ho, aur jo tum bayaan karte ho, ose Allah hee qoob jaanta hai