Surah Yusuf Verse 88 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufفَلَمَّا دَخَلُواْ عَلَيۡهِ قَالُواْ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلۡعَزِيزُ مَسَّنَا وَأَهۡلَنَا ٱلضُّرُّ وَجِئۡنَا بِبِضَٰعَةٖ مُّزۡجَىٰةٖ فَأَوۡفِ لَنَا ٱلۡكَيۡلَ وَتَصَدَّقۡ عَلَيۡنَآۖ إِنَّ ٱللَّهَ يَجۡزِي ٱلۡمُتَصَدِّقِينَ
Jab yeh log Misr jaa kar Yusuf ki peshi mein dakhil huey to unhon ne arz kiya ke “aey sardar ba iqtedar , hum aur hamare ehal o ayal sakht museebat mein mubtala hain aur hum kuch hakeer si poonji lekar aaye hain, aap humein bharpur galla inayat farmayein aur humko khairaat dein, Allah khairaat karne walon ko jaza deta hai.”