Surah Yusuf Verse 88 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufفَلَمَّا دَخَلُواْ عَلَيۡهِ قَالُواْ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلۡعَزِيزُ مَسَّنَا وَأَهۡلَنَا ٱلضُّرُّ وَجِئۡنَا بِبِضَٰعَةٖ مُّزۡجَىٰةٖ فَأَوۡفِ لَنَا ٱلۡكَيۡلَ وَتَصَدَّقۡ عَلَيۡنَآۖ إِنَّ ٱللَّهَ يَجۡزِي ٱلۡمُتَصَدِّقِينَ
phir jab ye log yousuf (alaihissallaam) ke paas pahonche to kehne lage ke aye azeez! hum ko aur hamare qaandaan ko dukh pahoncha hai, hum haqeer poonji laye hai, pas aap hamein pore ghalla ka naap di jiye aur hum par qairaath ki jiye, Allah ta’ala qairaath karne walo ko badhla deta hai