Surah Ar-Rad Verse 35 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Ar-Rad۞مَّثَلُ ٱلۡجَنَّةِ ٱلَّتِي وُعِدَ ٱلۡمُتَّقُونَۖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُۖ أُكُلُهَا دَآئِمٞ وَظِلُّهَاۚ تِلۡكَ عُقۡبَى ٱلَّذِينَ ٱتَّقَواْۚ وَّعُقۡبَى ٱلۡكَٰفِرِينَ ٱلنَّارُ
Khuda tars Insaano ke liye jis jannat ka wada kiya gaya hai uski shaan yeh hai ke uske nichey nehrein (canals) beh rahi hain, uske phal (fruits) daimi(eternal) hain aur uska saaya la-zawal (perpetual). Yeh anjaam hai muttaqi(pious) logon ka, aur munkireen e haqq ka anjaam yeh hai ke unke liye dozakh ki aag hai