Surah An-Nahl Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَإِذَا بَدَّلۡنَآ ءَايَةٗ مَّكَانَ ءَايَةٖ وَٱللَّهُ أَعۡلَمُ بِمَا يُنَزِّلُ قَالُوٓاْ إِنَّمَآ أَنتَ مُفۡتَرِۭۚ بَلۡ أَكۡثَرُهُمۡ لَا يَعۡلَمُونَ
Jab hum ek ayat ki jagah dusri aayat nazil karte hain Allah behtar jaanta hia ke woh kya nazil karey to yeh log kehte hain ke tum yeh Quran khud ghadte ho. Asal baat yeh hai ke in mein se aksar log haqeeqat se na-waqif hain