Surah An-Nahl Verse 103 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَلَقَدۡ نَعۡلَمُ أَنَّهُمۡ يَقُولُونَ إِنَّمَا يُعَلِّمُهُۥ بَشَرٞۗ لِّسَانُ ٱلَّذِي يُلۡحِدُونَ إِلَيۡهِ أَعۡجَمِيّٞ وَهَٰذَا لِسَانٌ عَرَبِيّٞ مُّبِينٌ
Humein maloom hai yeh log tumhare mutaaliq kehte hain ke is shaks ko ek aadmi sikhata padhata hai. Halaanke unka ishara jis aadmi ki taraf hai uski zubaan ajami hai aur yeh saaf arabi zubaan hai