Surah An-Nahl Verse 106 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlمَن كَفَرَ بِٱللَّهِ مِنۢ بَعۡدِ إِيمَٰنِهِۦٓ إِلَّا مَنۡ أُكۡرِهَ وَقَلۡبُهُۥ مُطۡمَئِنُّۢ بِٱلۡإِيمَٰنِ وَلَٰكِن مَّن شَرَحَ بِٱلۡكُفۡرِ صَدۡرٗا فَعَلَيۡهِمۡ غَضَبٞ مِّنَ ٱللَّهِ وَلَهُمۡ عَذَابٌ عَظِيمٞ
Jo shaks iman laney ke baad kufr karey (woh agar) majboor kiya gaya ho aur dil uska iman par mutmaeen (convinced) ho (tab to khair) magar jisne dil ki raza-mandi se kufr ko qabool karliya uspar Allah ka gazab hai aur aisey sab logon ke liye bada azaab hai