Surah An-Nahl Verse 11 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlيُنۢبِتُ لَكُم بِهِ ٱلزَّرۡعَ وَٱلزَّيۡتُونَ وَٱلنَّخِيلَ وَٱلۡأَعۡنَٰبَ وَمِن كُلِّ ٱلثَّمَرَٰتِۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَةٗ لِّقَوۡمٖ يَتَفَكَّرُونَ
Woh is pani ke zariye se khetiyan ugata hai aur zaitun aur khajoor aur angoor aur tarah tarah ke dusre phal paida karta hai. Is mein ek badi nishani hai un logon ke liye jo gaur-o-fikr karte hain