Surah An-Nahl Verse 110 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlثُمَّ إِنَّ رَبَّكَ لِلَّذِينَ هَاجَرُواْ مِنۢ بَعۡدِ مَا فُتِنُواْ ثُمَّ جَٰهَدُواْ وَصَبَرُوٓاْ إِنَّ رَبَّكَ مِنۢ بَعۡدِهَا لَغَفُورٞ رَّحِيمٞ
Ba-khilaf iske jin logon ka haal yeh hai ke jab (iman laney ki wajah se) woh sataye gaye to unhon ne ghar-baar chodh diye, hijrat ki, raah e khuda mein sakhtiyan jheli aur sabr se kaam liya, unke liye yaqeenan tera Rubb gafoor o raheem hai