Surah An-Nahl Verse 115 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlإِنَّمَا حَرَّمَ عَلَيۡكُمُ ٱلۡمَيۡتَةَ وَٱلدَّمَ وَلَحۡمَ ٱلۡخِنزِيرِ وَمَآ أُهِلَّ لِغَيۡرِ ٱللَّهِ بِهِۦۖ فَمَنِ ٱضۡطُرَّ غَيۡرَ بَاغٖ وَلَا عَادٖ فَإِنَّ ٱللَّهَ غَفُورٞ رَّحِيمٞ
tum par sirf murdaar aur qoon aur suwwar ka gosht aur jis cheez par Allah ke siva dosre ka naam pukara jaye haraam hai, phir agar koi shaqs be-bas kar diya jaye, na wo qaahish-mandh ho aur na hadh se guzarne wala ho, to yaqinan Allah baqshne wala aur rahem karne wala hai