Surah An-Nahl Verse 116 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَلَا تَقُولُواْ لِمَا تَصِفُ أَلۡسِنَتُكُمُ ٱلۡكَذِبَ هَٰذَا حَلَٰلٞ وَهَٰذَا حَرَامٞ لِّتَفۡتَرُواْ عَلَى ٱللَّهِ ٱلۡكَذِبَۚ إِنَّ ٱلَّذِينَ يَفۡتَرُونَ عَلَى ٱللَّهِ ٱلۡكَذِبَ لَا يُفۡلِحُونَ
kisi cheez ko apni zabaan se jhoot moot na keh diya karo ke ye halaal hai aur ye haraam hai ke Allah par jhoot buhtaan baandhlo, samajhlo ke Allah ta’ala par buhtaan baazi karne wale kamyaabi se mehroom hee rehte hai