Surah An-Nahl Verse 116 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَلَا تَقُولُواْ لِمَا تَصِفُ أَلۡسِنَتُكُمُ ٱلۡكَذِبَ هَٰذَا حَلَٰلٞ وَهَٰذَا حَرَامٞ لِّتَفۡتَرُواْ عَلَى ٱللَّهِ ٱلۡكَذِبَۚ إِنَّ ٱلَّذِينَ يَفۡتَرُونَ عَلَى ٱللَّهِ ٱلۡكَذِبَ لَا يُفۡلِحُونَ
Aur yeh jo tumhari zubaanein jhoote ehkaam lagaya karti hain ke yeh cheez halal hai aur woh haram, to is tarah ke hukum laga kar Allah par jhoot na baandha karo, jo log Allah par jhoote iftara bandhte (ascribe lies) hain woh hargiz falaah nahin paya karte