Surah An-Nahl Verse 119 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlثُمَّ إِنَّ رَبَّكَ لِلَّذِينَ عَمِلُواْ ٱلسُّوٓءَ بِجَهَٰلَةٖ ثُمَّ تَابُواْ مِنۢ بَعۡدِ ذَٰلِكَ وَأَصۡلَحُوٓاْ إِنَّ رَبَّكَ مِنۢ بَعۡدِهَا لَغَفُورٞ رَّحِيمٌ
Albatta jin logon ne jahalat ki bina par bura amal kiya aur phir tawba karke apne amal ki islah karli to yaqeenan tawba o islaah ke baad tera Rubb unke liye gafoor aur raheem hai