Surah An-Nahl Verse 28 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlٱلَّذِينَ تَتَوَفَّىٰهُمُ ٱلۡمَلَـٰٓئِكَةُ ظَالِمِيٓ أَنفُسِهِمۡۖ فَأَلۡقَوُاْ ٱلسَّلَمَ مَا كُنَّا نَعۡمَلُ مِن سُوٓءِۭۚ بَلَىٰٓۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمُۢ بِمَا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ
wo jo apni jaano par zulm karte hai, farishte jab un ki jaan qabz karne lagte hai us waqt wo jhuk jaate hai ke hum boraai nahi karte thein, kyo nahi? Allah ta’ala qoob jaane wala hai jo kuch tum karte thein