Surah An-Nahl Verse 28 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlٱلَّذِينَ تَتَوَفَّىٰهُمُ ٱلۡمَلَـٰٓئِكَةُ ظَالِمِيٓ أَنفُسِهِمۡۖ فَأَلۡقَوُاْ ٱلسَّلَمَ مَا كُنَّا نَعۡمَلُ مِن سُوٓءِۭۚ بَلَىٰٓۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمُۢ بِمَا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ
Haan, unhi kaafiron ke liye jo apne nafs par zulm karte huey jab malaika ke haathon giraftar hotay hain to (sarkashi chodh kar) fawran dagein daal dete (surrender) hain aur kehte hain “hum to koi kasoor nahin kar rahey thay”. Malaika jawab dete hain “kar kaise nahin rahey thay! Allah tumhare kartooton se khoob waqif hai