Surah An-Nahl Verse 35 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَقَالَ ٱلَّذِينَ أَشۡرَكُواْ لَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ مَا عَبَدۡنَا مِن دُونِهِۦ مِن شَيۡءٖ نَّحۡنُ وَلَآ ءَابَآؤُنَا وَلَا حَرَّمۡنَا مِن دُونِهِۦ مِن شَيۡءٖۚ كَذَٰلِكَ فَعَلَ ٱلَّذِينَ مِن قَبۡلِهِمۡۚ فَهَلۡ عَلَى ٱلرُّسُلِ إِلَّا ٱلۡبَلَٰغُ ٱلۡمُبِينُ
mushrik logo ne kaha ke agar Allah ta’ala chaahta to hum aur hamaare baap daade us ke siva kisi aur ki ibaadath hee na karte na us ke farmaan ke baghair kisi cheez ko haraam karte, yahi fel un se pehle ke logo ka raha, to rasulo par to sirf khullam khulla paighaam pahoncha dena hai