Surah An-Nahl Verse 36 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَلَقَدۡ بَعَثۡنَا فِي كُلِّ أُمَّةٖ رَّسُولًا أَنِ ٱعۡبُدُواْ ٱللَّهَ وَٱجۡتَنِبُواْ ٱلطَّـٰغُوتَۖ فَمِنۡهُم مَّنۡ هَدَى ٱللَّهُ وَمِنۡهُم مَّنۡ حَقَّتۡ عَلَيۡهِ ٱلضَّلَٰلَةُۚ فَسِيرُواْ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَٱنظُرُواْ كَيۡفَ كَانَ عَٰقِبَةُ ٱلۡمُكَذِّبِينَ
hum ne har ummath mein rasool bheja ke (logo!) sirf Allah ki ibaadath karo aur us ke siva tamaam maabudHo se bacho, pas baaz logo ko to Allah ta’ala ne hidayath di aur baaz par gumraahi saabith ho gayi, pas tum khud zameen mein chal phir kar dekh lo ke jhutlaane walo ka anjaam kaisa kuch hoa