Surah An-Nahl Verse 67 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَمِن ثَمَرَٰتِ ٱلنَّخِيلِ وَٱلۡأَعۡنَٰبِ تَتَّخِذُونَ مِنۡهُ سَكَرٗا وَرِزۡقًا حَسَنًاۚ إِنَّ فِي ذَٰلِكَ لَأٓيَةٗ لِّقَوۡمٖ يَعۡقِلُونَ
(Isi tarah) khajoor ke darakhton aur angoor ki beilon se bhi hum ek cheez tumhein pilatay hain jisey tum nasha-awar bhi bana letey ho aur paak rizq bhi. Yaqeenan is mein ek nishani hai aqal se kaam lene walon ke liye