Surah An-Nahl Verse 77 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَلِلَّهِ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۚ وَمَآ أَمۡرُ ٱلسَّاعَةِ إِلَّا كَلَمۡحِ ٱلۡبَصَرِ أَوۡ هُوَ أَقۡرَبُۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
aasmaano aur zameen ka ghaib sirf Allah ta’ala hee ko maloom hai aur qayamath ka amr to aisa hee hai jaise aankh ka jhapakna, balke is se bhi zyaada qareeb, beshak Allah ta’ala har cheez par qaadir hai