Surah An-Nahl Verse 77 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَلِلَّهِ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِۚ وَمَآ أَمۡرُ ٱلسَّاعَةِ إِلَّا كَلَمۡحِ ٱلۡبَصَرِ أَوۡ هُوَ أَقۡرَبُۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
Aur zameen o aasman ke posheeda haqaiq ka ilm to Allah hi ko hai aur qayamant ke barpa honay ka maamla kuch dair na lega magar bas itni ke jismein aadmi ki palakh jhapak jaye, balke isse bhi kuch kam, haqeeqat yeh hai ke Allah sab kuch kar sakta hai