Surah An-Nahl Verse 8 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَٱلۡخَيۡلَ وَٱلۡبِغَالَ وَٱلۡحَمِيرَ لِتَرۡكَبُوهَا وَزِينَةٗۚ وَيَخۡلُقُ مَا لَا تَعۡلَمُونَ
Usne ghodey (horses) aur khacchar (mule) aur gadhey paida kiya taa-ke tum unpar sawar ho aur woh tumhari zindagi ki raunak baney. Woh aur bhaut si cheezein (tumhare faiyde ke liye) paida karta hai jinka tumhein ilm tak nahin hai