Surah An-Nahl Verse 84 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَيَوۡمَ نَبۡعَثُ مِن كُلِّ أُمَّةٖ شَهِيدٗا ثُمَّ لَا يُؤۡذَنُ لِلَّذِينَ كَفَرُواْ وَلَا هُمۡ يُسۡتَعۡتَبُونَ
(Inhein kuch hosh bhi hai ke us roz kya banegi) jabke hum har ummat mein se ek gawaah khada karenge, phir kaafiron ko na hujjatein (excuses) pesh karne ka mauqa diya jayega na unse tawba o istagfar hi ka mutalba kiya jayega