Surah An-Nahl Verse 90 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahl۞إِنَّ ٱللَّهَ يَأۡمُرُ بِٱلۡعَدۡلِ وَٱلۡإِحۡسَٰنِ وَإِيتَآيِٕ ذِي ٱلۡقُرۡبَىٰ وَيَنۡهَىٰ عَنِ ٱلۡفَحۡشَآءِ وَٱلۡمُنكَرِ وَٱلۡبَغۡيِۚ يَعِظُكُمۡ لَعَلَّكُمۡ تَذَكَّرُونَ
Allah adal (justice) aur ehsaan (generosity) aur sila rehmi ka hukum deta hai aur badhi(wickedness) o behayai aur zulm o zyadati se mana karta hai. Woh tumhein naseehat karta hai taa-ke tum sabaq lo