Surah An-Nahl Verse 93 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah An-Nahlوَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَجَعَلَكُمۡ أُمَّةٗ وَٰحِدَةٗ وَلَٰكِن يُضِلُّ مَن يَشَآءُ وَيَهۡدِي مَن يَشَآءُۚ وَلَتُسۡـَٔلُنَّ عَمَّا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ
Agar Allah ki mashiyat yeh hoti (ke tum mein koi ikhtilaf na ho) to woh tum sabko ek hi ummat bana deta, magar woh jisey chahta hai gumraahi mein daalta hai aur jisey chahta hain raah e raast dikha deta hai. Aur zaroor tumse tumhare aamaal ki baaz-purs hokar rahegi