Surah Al-Isra Verse 15 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israمَّنِ ٱهۡتَدَىٰ فَإِنَّمَا يَهۡتَدِي لِنَفۡسِهِۦۖ وَمَن ضَلَّ فَإِنَّمَا يَضِلُّ عَلَيۡهَاۚ وَلَا تَزِرُ وَازِرَةٞ وِزۡرَ أُخۡرَىٰۗ وَمَا كُنَّا مُعَذِّبِينَ حَتَّىٰ نَبۡعَثَ رَسُولٗا
Jo koi raah-e-raast ikhtiyar karey uski raast-rawi uske apne hi liye mufeed hai, aur jo gumraah ho uski gumrahi ka wabal usi par hai. Koi bojh uthane wala dusre ka bojh na uthayega aur hum azaab dene waley nahin hain jabtak ke (logon ko haqq-o-baatil ka farq samjhane ke liye) ek paighambar na bhej dein