Surah Al-Isra Verse 33 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israوَلَا تَقۡتُلُواْ ٱلنَّفۡسَ ٱلَّتِي حَرَّمَ ٱللَّهُ إِلَّا بِٱلۡحَقِّۗ وَمَن قُتِلَ مَظۡلُومٗا فَقَدۡ جَعَلۡنَا لِوَلِيِّهِۦ سُلۡطَٰنٗا فَلَا يُسۡرِف فِّي ٱلۡقَتۡلِۖ إِنَّهُۥ كَانَ مَنصُورٗا
Qatal-e-nafs ka irtiqab na karo jisey Allah ne haraam kiya hai magar haqq ke saath, aur jo shaks mazloomana qatal kiya gaya ho uske wali ko humne qisas (retribution) ke mutalibe ka haqq ata kiya hai. Pas chahiye ke woh qatal mein hadd se na guzre, uski madad ki jayegi