Surah Al-Isra Verse 51 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israأَوۡ خَلۡقٗا مِّمَّا يَكۡبُرُ فِي صُدُورِكُمۡۚ فَسَيَقُولُونَ مَن يُعِيدُنَاۖ قُلِ ٱلَّذِي فَطَرَكُمۡ أَوَّلَ مَرَّةٖۚ فَسَيُنۡغِضُونَ إِلَيۡكَ رُءُوسَهُمۡ وَيَقُولُونَ مَتَىٰ هُوَۖ قُلۡ عَسَىٰٓ أَن يَكُونَ قَرِيبٗا
Ya ussey bhi zyada sakht koi cheez jo tumhare zehan mein qabool-e-hayat se baeed tarr ho” (phir bhi tum uth kar rahoge). Woh zaroor poochenge “kaun hai woh jo humein phir zindagi ki taraf palta kar layega?” jawab mein kaho “ wahi jisne pehli baar tumko paida kiya”. Woh sar hila hila kar poochenge “accha , to yeh hoga kab?” tum kaho “ kya ajab , woh waqt qareeb hi aa laga ho