Surah Al-Isra Verse 57 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israأُوْلَـٰٓئِكَ ٱلَّذِينَ يَدۡعُونَ يَبۡتَغُونَ إِلَىٰ رَبِّهِمُ ٱلۡوَسِيلَةَ أَيُّهُمۡ أَقۡرَبُ وَيَرۡجُونَ رَحۡمَتَهُۥ وَيَخَافُونَ عَذَابَهُۥٓۚ إِنَّ عَذَابَ رَبِّكَ كَانَ مَحۡذُورٗا
Jinko yeh log pukarte hain woh to khud apne Rubb ke huzoor rasayi haasil karne ka waseela talash kar rahey hain (seek means of approach) ke kaun ussey qareeb tar ho jaye aur woh uski rehmat ke umeedwar aur uske azaab se khaif (darte) hain. Haqeeqat yeh hai ke tere Rubb ka azaab hai hi darne ke lahiq