Surah Al-Isra Verse 67 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Israوَإِذَا مَسَّكُمُ ٱلضُّرُّ فِي ٱلۡبَحۡرِ ضَلَّ مَن تَدۡعُونَ إِلَّآ إِيَّاهُۖ فَلَمَّا نَجَّىٰكُمۡ إِلَى ٱلۡبَرِّ أَعۡرَضۡتُمۡۚ وَكَانَ ٱلۡإِنسَٰنُ كَفُورًا
Jab samandar mein tumpar museebat aati hai to us ek ke siwa dusre jin jin ko tum pukara karte ho woh sab ghum ho jatey hain, magar jab woh tumko bacha kar khushki(land) par pahuncha deta hai to tum ussey mooh moad jatey ho.Insan waqai bada nashukra hai