إِذٗا لَّأَذَقۡنَٰكَ ضِعۡفَ ٱلۡحَيَوٰةِ وَضِعۡفَ ٱلۡمَمَاتِ ثُمَّ لَا تَجِدُ لَكَ عَلَيۡنَا نَصِيرٗا
Lekin agar tum aisa karte to hum tumhein duniya mein bhi dohre (double) azaab ka maza chakkhate aur aakhirat mein bhi dohre azaab ka, phir hamare muqable mein tum koi madadgaar na paatey
Author: Abul Ala Maududi